🌙🕌 Muharram Sharbat Distribution 🍹
Bangaon Noori Society ki taraf se
Moharram-ul-Haram ke paakeeza moqe par
sadak se guzarne wale azaadaron aur raahgiron ke liye
thande sharbat ki sabeel lagayi gayi.
Yeh kaam Hazrat Imam Hussain (R.A) aur shuhada-e-Karbala ki yaad mein
mohabbat aur ikhlaas ke sath anjaam diya gaya.
💧 Pyaason ko paani pilana ek azeem sadqa hai
aur yeh kaam hum sab ke liye bais-e-saadat hai.
Aap sab se guzarish hai ke
hamari is khidmat mein duaon se shamil rahen
aur aise nek kaamon mein hamesha aage barhein.
Please Donate now
https://razorpay.me/@bangaonnoorisociety
📍Maqaam: [Naya Hat Road]
📅 Tareekh: [06/07/2025]
— Bangaon Noori Society
📞 Contact: [ 8597342853

©2022. Bangaon Noori Society. All Rights Reserved.